7 Kaand

Ramesht – Fragrances of Devotion

Ramesth – A Fragrance of Devotion & Divinity

A journey through the sacred essence of Ramcharitmanas, embodied in 7 pure products.

Bal Kand – Nayi Shuruaat ka Sugandh
(Dhoop Cone)

Lord Ram ji ka janm ek naye yug ki shuruaat tha. Dhoop Cone ka meetha sugandh ek shuddh aur shanti bhara mahaul banata hai.

Ayodhya Kand – Tyag aur Vishwas
(Agarbatti)

Ram ji ka vanvas tyag aur dharma ki misaal tha. Agarbatti ka dhuaan dheere dheere jalta hai aur har jagah mehak failata hai.

Aranya Kand – Bhakti Ki Shakti
(Dhoop Stick)

Jungle ki kathinaiyon mein bhi Ram ji ne apna dharm nahi chhoda. Dhoop Stick ka sugandh lambe samay tak rehta hai.

Kishkindha Kand – Dosti aur Vishwas ka Bal
(Hawan Cone)

Ram ji aur Sugreev ki dosti ne sikhaya ki sacchi dosti aur vishwas hamesha jeet dilata hai. Hawan Cone pavitra aura banata hai.

Sundar Kand – Hanuman Ji Ki Bhakti Aur Shaurya
(Roli)

Hanuman ji ki Lanka yatra aur dahan bhakti aur shaurya ki misaal hai. Roli usi samarpan ka pratik hai.

Lanka Kand – Achhai Ki Burai Par Jeet
(Chandan Tika)

Ram ji aur Ravan ke yudh mein satya ki jeet hui. Chandan Tika shanti aur sachai ki vijay ka pratik hai.

Uttar Kand – Roshni Aur Khushi Ka Aagman
(Cotton Batti)

Ram ji ki Ayodhya wapsi ek bada utsav tha. Cotton Batti Ram ji ki wapsi ki khushi aur roshni dikhata hai.